Ads

Bidvertiser Ads

Urdu Shayari Urdu Poetry Urdu Ghazal islamic sms, islamic quotes

Search Poetry From Here


Showing posts with label Simi Collections. Show all posts
Showing posts with label Simi Collections. Show all posts

Sunday, June 3, 2012

superb Post By simi


Apni jaan nazar karun apni wafa paish karun
Qaum ke mard-e-mujahid tujhe kya paish karun

admin simi

Aaj socha kuch tere siwaa sochun
Abhi tak soch me hun k kya sochun?

Admin simi

Usay kehna ke uski yaad me be'had aziyyat he
Ya apna naqsh dho jaaye ya phir mera hi ho jaaye

admin simi

Thursday, May 24, 2012

Barha kay pyas meri us nay hath chor diya


Barha kay pyas meri us nay hath chor diya

Woh kar raha tha Mohabbat bhi dil'lagi ki tarha
:'(

admin simi


Kaise katay ga tanha kari dhoop ka safar


Kaise katay ga tanha kari dhoop ka safar
Sar pe khyal-e-yaar ki chaadar hi le chalen

admin simi 


Do ghari mayassar ho uska hamsafar hona


Do ghari mayassar ho uska hamsafar hona
Phir hamen gawara hai apna dar'badar hona
Usky wasal ki saa'at hum pe aai to jaana.......!
Kis ghari ko kehtay hen khwab men basar hona

admin simi


Sayah raat main jaltay hain jugnu'on ki tarha


Sayah raat main jaltay hain jugnu'on ki tarha
Dilon ke zakham bhi Mohsin kamal hotay hain

admin simi



Mera poochna tujh se


Mera poochna tujh se
Tumhe kya pyar he mujh se?
Woh tera muskura dena
Nigahon ko jhuka dena
Mere kandhe pe sar rakh kar
Nahi main sar hila dena:)

admin simi



Yahan Adam ka beta khush hota hai


Yahan Adam ka beta khush hota hai
Hawa ki beti ko be'naqab dekh kar :(

addmin simi



Sab pardesiyon ke liye:(


Sab pardesiyon ke liye:(

simi



Mohabbat naam hai jiska,Woh aisi qaid hai


Mohabbat naam hai jiska,Woh aisi qaid hai
Ke umar beet jati hai,saza poori nahi hoti

admin simi 


Koi pooch raha hai mujh se meri zindagi ki keemat


Koi pooch raha hai mujh se meri zindagi ki keemat

Mujhe yaad a raha hai tera halka sa muskurana

admin simi



Allah creates everything perfectly Masha'Allah


Allah creates everything perfectly
Masha'Allah

admin simi — 



Lagta hai kai raaton ka jaaga tha musawwir


Lagta hai kai raaton ka jaaga tha musawwir

Tasveer ki aankhon se thakan jhank rahi thi

admin simi


Haathon me khaak le kar dost aaye waqt-e-dafan


Haathon me khaak le kar dost aaye waqt-e-dafan

Zindagi bhar ki mohabbat ka sila dainy lagay....:'(

admin simi



Mere sath TUM raho gay to kya kahe gi duniya


Mere sath TUM raho gay to kya kahe gi duniya

Meri ik yahi tamanna,Tera ik yahi bahana......:)

admin simi



Beshak hum apni jaano pe buhat zulm kar chuky hain.


Beshak hum apni jaano pe buhat zulm kar chuky hain.
Mere Malik!
Ab hum Tujh se Teri rehmat ka sawal kartay hain,Ilahi ham pr Reham farma,Aameen:'(

admin simi



Lamhaya Fikriya


simi


Bina libaas aaye thay is jahan main hum


Bina libaas aaye thay is jahan main hum

Bas ik qafan ki khatir itna safar karna para
:'(

admin simi


Apny baalon ki safaidi se dar jata hoon


Apny baalon ki safaidi se dar jata hoon
Zindagi ab teri raftaar se dar lagta hai

admin simi