tum hi ko dekhtay rehna..
tum hi ko chahte rehna...
tum hi ko sochtay rehna...
tum hi ko suntay rehna...
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai...
bht gheray khayalun main,,
jawabun main sawalun main,
mohabbat k hawalun main,
tumhara naam ajana,,
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai...
tumhare sang sang chalna...
wafa ki aag main jalna..
tumhe naraz kar dena...
kabi khud b ruth jana...
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai..
kabi iqrar kar lena,,
kabi inkar kar dena,,
kabi ankhun se kuch khena...
kabi khe kar mukar jana...
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai...
Abiyha Rabbanii
tum hi ko chahte rehna...
tum hi ko sochtay rehna...
tum hi ko suntay rehna...
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai...
bht gheray khayalun main,,
jawabun main sawalun main,
mohabbat k hawalun main,
tumhara naam ajana,,
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai...
tumhare sang sang chalna...
wafa ki aag main jalna..
tumhe naraz kar dena...
kabi khud b ruth jana...
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai..
kabi iqrar kar lena,,
kabi inkar kar dena,,
kabi ankhun se kuch khena...
kabi khe kar mukar jana...
mujhay acha sa lagta hai..
bht acha sa lagta hai...
Abiyha Rabbanii
No comments:
Post a Comment